SONG: More Nain Baavare Chham Chham Nir Bahaaye - मोरे नैन बावरे छम छम नीर बहाये

More Nain Baavare Chham Chham Nir Bahaaye - मोरे नैन बावरे छम छम नीर बहाये

LYRICS:
more nain baawre more nain baawre chham-chham nir bahaaye tum ho dur sajanva ham dukh kise sunaaye more nain baawre kaahe ko dekho hame tum ghur-ghur ke kaahe ko dekho hame tum ghur-ghur ke bas ki nahi kuchh mujh majbur ke bas ki nahi kuchh mujh majbur ke maangu yahi duaaye, maangu yahi duaaye hame lag jaaye aah kisi ki ham mar jaaye more nain baawre more nain baawre chham-chham nir bahaaye tum ho dur sajanva ham dukh kise sunaaye more nain baawre pyaar ki laaj tore haath more saiyaa re pyaar ki laaj tore haath more saiyaa re jag me hansaai na ho padu tore paiyaan re jag me hansaai na ho padu tore paiyaan re itni araj gujaaru, itni araj gujaaru kisi bahaane mil jaana din bite jaaye more nain baawre more nain baawre chham-chham nir bahaaye tum ho dur sajanva ham dukh kise sunaaye more nain baawre