SONG: Mora Rangddar Saiyyaan LyricsRoopkumar Rathod,Prajakta Shukre

Mora Rangddar Saiyyaan LyricsRoopkumar Rathod,Prajakta Shukre

LYRICS:
Mora Rangddar Saiyyaan Lyrics Haaye mora rangdaar saiyyaan Mora dildaar saiyyaan Mora pehla pyaar saiyaan Tu hai.. haan tu hai Tora leke haath saiyaan Aayi iss paar saiyaan Jahaan tuhi tu hai saiyyan tu hai Haan tu hai Oo.. saiyaan humri bhi hogi ik duniya O saiyan humri bhi hogi ik duniya Chaahe kuch bhi jaaye jaayegi ye paar naiyya Hoye poora hua sapna humra Chhota saa ghar ab humra Aur more saath saiyaan tu hai, haan tu hai Rahegi na doori koi, honge saath saath re Pyaar ki ye chaadar piya odhe saari raat re Piyaa… re (tananum tananum..) piyaa re..Haaye rahegi na doori koi honge saath saath re Pyaar ki ye chaadar piya odhe saari raat re Oo.. baahon me leke tohe sab se chhupaaunga Jaisa tune socha hai jahaan woh banaaunga Chaahe kuch bhi ho jaaye Chhodunaga naa tori baiyyaan Mora rangddar saiyyaan
Mora dildaar saiyyaan Mora pehla pyaar saiyyaan Tu hai.. haan tu hai..Haaye.. bheegi bheegi saansein mori Piya tohre pyaar mein Naino se chhu le mohe jiya beqaraar ve Jiyaa…Oo.. jiyaa beqaraar Bheegi bheegi saansein mori Piya tohre pyaar mein Naino se chhu le mohe jiya beqaraar ve Pyaar ki mehndi tohe sajni lagaunga Preet ka kangna tohe haan main pehnaunga Chaahe kuch bhi ho jaaye Rahunga main tohra saiyaan Poora hua sapna humra Chhota saa ghar ab humra Aur more saath saiyaan Tu hai.. (tu hai..)Haan tu hai (tu hai..)Haan mora rangddar saiyyaan Mora dildaar saiyyaan Mora pehla pyaar saiyyaan Tu hai.. (tu hai..)Haan tu hai (tu hai..)Tora leke haath saiyaan Aayi iss paar saiyaan Jahaan tuhi tu hai saiyyan Tu hai (tu hai..)Haan tu hai..Haan tu hai..Haan tu hai..Written by:Arun Kumar More Songs