SONG: Mora Jiya Nahi Lage - मोरा जिया नहीं लागे

Mora Jiya Nahi Lage - मोरा जिया नहीं लागे

LYRICS:
o mohe jiya nahi lage o mohe jiya nahi lage tujhe baar baar jage nishdin main to jao bana chahe kate din ren kutal ghadi ghadi aaye more sajna o mohe jiya nahi lage kare to solah singhar balmwa ho gulaal chuniriya ho gulaal chuniriya main to bhul gai main to bhul gai hoke sari sudh budh haye re dekho haye re dekho jab se ladiya hai nazriya o balmwa dil dhadkna aayega abhi to dheeraj rakhna nahi kate bin ren nahi do pal chain ghadi ghadi aaye more sajna o mohe jiya nahi lage aao ji more ghar guniya hun tum par jao main wari wari reh na saku main ek pal tum bin haye main haari haari haye main haari haari man aake samaye man aake samaye na aaye aaye jab se tum man bhaye man me aake samaye na aaye aaye jab se tum man main samaye naina nihari pangat nihara naina naina nihari pangat nihara naina ghadi ghadi aaye more sajna o mohe jiya nahi lage