SONG: Mor Bole Chakor Bole Aaj Radha Ke Naino Me Shyam Dole - मोर बोले चकोर बोले आज राधा के नैनों में श्याम डोले

Mor Bole Chakor Bole Aaj Radha Ke Naino Me Shyam Dole - मोर बोले चकोर बोले आज राधा के नैनों में श्याम डोले

LYRICS:
mor bole chakor bole ari kaha bole sun to sahi mor bole chakor bole aaj radha ke naino me shyam dole mor bole chakor bole aaj radha ke naino me shyam dole mor bole chakor bole shyam meri fiki fiki ankhiyo ka kazra wahi meri suni suni bahiyo ka gajra shyam meri fiki fiki ankhiyo ka kazra wahi meri suni suni bahiyo ka gajra mere jivan me ras ki phuhar ho mor bole chakor bole aaj radha ke naino me shyam dole mor bole chakor bole dur se knahiya ne mujhko pukara murli ki dhun me kiya hai ishara dur se knahiya ne mujhko pukara murli ki dhun me kiya hai ishara mere sapno ki vina ke tar bole mor bole chakor bole aaj radha ke naino me shyam dole mor bole chakor bole aaj mere man ki lgan rang layi pyar ka sandesha bhi sang sang layi aaj mere man ki lgan rang layi pyar ka sandesha bhi sang sang layi meri bagiya me chham chham bahar dole mor bole chakor bole aaj radha ke naino me shyam dole mor bole chakor bole