SONG: Mohe Maar Gayo Sapne Me - मोहे मार गयो सपने में

Mohe Maar Gayo Sapne Me - मोहे मार गयो सपने में

LYRICS:
mohe maar gayo, mohe maar gayo sapne me dank bichhuwa mohe maar gayo sapne me dank bichhuwa tu bujha de tan man ki agan bichhuwa tu bujha de tan man ki agan bichhuwa mohe maar gayo, mohe maar gayo sapne me dank bichhuwa haaye haaye dhadake mora naram karjwa dhadake mora naram karjwa saas khaaye hichkole pal pal dhalke tori chunariya patali kamariya dole tera mukhada jabse dekha bar bar dil bole more maathe ki, more maathe ki tu hi hai bindiya re rasiya more maathe ki tu hi hai bindiya re rasiya mohe maar gayo, mohe maar gayo sapne me dank bichhuwa mohe maar gayo sapne me dank bichhuwa haaye haaye tere rup ki barkha me man mora khushi se phoola man mora khushi se phoola gaalo pe baalo ki badariya dekhke sudbudh bhula dekhke bhula baanhe hai bechain bane kaise saawan ka jhula ang ang me, ang ang me tarang uthe man basiya ang ang me tarang uthe man basiya mohe maar gayo, mohe maar gayo sapne me dank bichhuwa mohe maar gayo sapne me dank bichhuwa haaye haaye