SONG: Mohe Laagi Re Zulmi Umariya Sawariya - मोहे लागी रे जुल्मी उमरिया सांवरिया

Mohe Laagi Re Zulmi Umariya Sawariya - मोहे लागी रे जुल्मी उमरिया सांवरिया

LYRICS:
mohe lagi re mohe lagi re, lagi re lagi julmi umariya sawariya, sawariya mai gir gir jaau sawariya mai gir gir jaau mohe roko re, mohe roko re roko re, roko re roko ho gayi banwariya sawariya, sawariya mai gir gir jaau sawariya mai gir gir jaau lage jabse ye nain gaya jiyra ka chain haye kab se ye naina na lage lage jabse ye nain gaya jiyra ka chain haye kab se ye naina na lage behke behke hai chal hai abhi se ye haal hai jane kya hoga kya hoga aage mo pe dharo na mo pe dharo na aisi najariya sawariya, sawariya mai gir gir jaau sawariya mai gir gir jaau dekho aayi ye bahar uspe tera ye pyar kaisa apne jiya ko sambhalu dekho aayi ye bahar uspe tera ye pyar kaisa apne jiya ko sambhalu mana lakho me ek par aisa na dekh thaharo aanchal me naina chupa lu thaharo aanchal me naina chupa lu haye dekhe re haye dekhe re dekhe sari najariya sawariya, sawariya mai gir gir jaau sawariya mai gir gir jaau tera mera ye mel kayi sadiyo ka khel tu hai kaaya to mai hu teri chaya tera mera ye mel kayi sadiyo ka khel tu hai kaaya to mai hu teri chaya o baharo ke phul mujhko jana na bhul chali aaungi jab bhi bulaya chali aaungi jab bhi bulaya mai to pyasi re, mai to pyasi re pyasi re, pyasi preet ki badriya sawariya, sawariya mai gir gir jaau sawariya mai gir gir jaau mohe lagi re, lagi re lagi julmi umariya sawariya, sawariya mai gir gir jaau