SONG: Mohe La De Reshmi Lehanga - मोहे ला दे, हो मोहे ला दे रेशमी लहंगा

Mohe La De Reshmi Lehanga - मोहे ला दे, हो मोहे ला दे रेशमी लहंगा

LYRICS:
mohe la de, ho mohe la de reshmi lehanga mohe la de, ho mohe la de reshmi lehanga chaahe sasta mile chaahe mahanga ho chaahe sasta mile chaahe mahanga waah ri meri nain michkko bojh lehange ka kaise uthayegi kaise uthayegi tori patli kamar bal khaayegi kamar bal khaayegi tori patli kamar bal khaayegi kamar bal khaayegi mai na laaunga, ho mai na laaunga reshmi lehanga mai na laaunga, ho mai na laaunga reshmi lehanga chaahe sasta mile chaahe mahanga chaahe sasta mile chaahe mahanga ho phir laa de chunariya silki ho phir laa de chunariya silki tune baat kahi mere dil ki ho tune baat kahi mere dil ki par wo hai videshi mill ki mai na laaunga, mai na laaunga chunariya silki acchha shut sila de parachute ka, parachute ka acchha shut sila de parachute ka dil loot legi kisi rangrut ka ho dil loot legi kisi rangrut ka aji jaane bhi do chhodo ye bahaane chhodo ye bahaane gori sach main kahu raam jaane raam jaane, raam jaane, raam jaane aji jaane bhi do chhodo ye bahaane chhodo ye bahaane gori sach main kahu raam jaane raam jaane, raam jaane, raam jaane achha to phir raam hi jaane mai to chali bareli ruth chali mori nain michakko chhod ke jaan akeli kanghi le le shisha le le, ruth naa meri jaan kanghi le le shisha le le, ruth naa meri jaan bhaad me jhonki kanghi shishe, baand mera saaman are bhaad me jhonki kanghi shishe, baand mera saaman main to mayke chali, gham le ke chali main to mayke chali, gham le ke chali duniya waalo, duniya waalo duniya waalo, duniya waalo dekho mere ghar ki baat niraali sabka shish jhuke mere aage, par na jhuke gharwaali gori mayke na ja, dukh de ke na ja gori mayke na ja, dukh de ke na ja tohe la dunga, ho tohe laa dunga reshami lehanga tohe la dunga, ho tohe laa dunga reshami lehanga chaahe sasta mile chaahe mahanga ho chaahe sasta mile chaahe mahanga