SONG: Mohan Ki Bansuriya (Version 1) - मोहन की बांसुरिया हाय

Mohan Ki Bansuriya (Version 1) - मोहन की बांसुरिया हाय

LYRICS:
mohan ki basuriya haye mohan ki basuriya haye wo to kar gayi mohe deewani mohan ki basuriya naina milake man ko chhina kar gaya mushkil mera jina kar gaya mushkil mera jina nirmohi se nain laga ke nirmohi se nain laga ke kar baithi nadani haye mohan ki basuriya haye mohan ki basuriya haye man par tha nahi jor sakhi ri man par tha nahi jor sakhi ri lipat gayi main sudh budh kho kar lipat gayi main sudh budh kho kar lok laaj naa aayi haye mohan ki basuriya haye mohan ki basuriya haye wo to kar gayi mohe deewani wo to kar gayi mohe deewani mohan ki basuriya