SONG: Mohabbat Turk Ki Maine - मुहब्बत तर्क की मैंने

Mohabbat Turk Ki Maine - मुहब्बत तर्क की मैंने

LYRICS:
mohabbat tark ki maine gareba si liyaa maine gareba si liyaa maine zamaane ab to khush ho zahar ye bhi pi liyaa maine ye bhi pi liyaa maine abhi zinda hun lekin sochta rahta hun ye dil me abhi zinda hun lekin sochta rahta hun ye dil me ki ab tak kis tamanna ke sahaare ji liyaa maine sahaare ji liyaa maine, mohabbat tark ki maine
tujhe apna nahi sakta magar itna bhi kya kam hai tujhe apna nahi sakta magar itna bhi kya kam hai ki kuchh ghadiya tere kwabo me khokar ji liya maine khokar ji liya maine, mohabbat tark ki maine bas ab to mera daaman chhod do bekaar ummido bas ab to mera daaman chhod do bekaar ummido bahut dukh sah liye maine bahut din ji liyaa maine bahut din ji liyaa maine, mohabbat tark ki maine