SONG: Mohabbat Se Dekha Khafa Ho Gaye Hai - मोहब्बत से देखा ख़फ़ा हो गये है

Mohabbat Se Dekha Khafa Ho Gaye Hai - मोहब्बत से देखा ख़फ़ा हो गये है

LYRICS:
mohabbat se dekha khafa ho gaye hai hasi aaj kal ke khuda ho gaye hai mohabbat se dekha khafa ho gaye hai adao me thi saadgi abse pahle o.. adao me thi saadgi abse pahle walla kaha rang the ye sunhare rupahle ho nazar milte hi nazar milte hi kya se kya ho gaye hai hasi aaj kal ke khuda ho gaye hai mohabbat se dekha khafa ho gaye hai kisi mod se banke suraj nikalna ho kisi mod se banke suraj nikalna tauba kahi dhup me chandani ban ke chalna ho jidhar dekho jalwa jidhar dekho jalwa numa ho gaye hai hasi aaj kal ke khuda ho gaye hai mohabbat se dekha khafa ho gaye hai yaha to laga dil pe ik jakhm gahra ho yaha to laga dil pe ik jakhm gahra haaye waha sirf unka ye andaaz thahra ho khata karke bhi khata karke bhi bekhata ho gaye hai hasi aaj kal ke khuda ho gaye hai mohabbat se dekha khafa ho gaye hai