SONG: Mohabbat Ne Badal Di Halate Kuch Ish Tarah Dil Ki - मोहब्बत ने बदल दी हालते कुछ इस तरह दिल की

Mohabbat Ne Badal Di Halate Kuch Ish Tarah Dil Ki - मोहब्बत ने बदल दी हालते कुछ इस तरह दिल की

LYRICS:
mohabbat ne badal di halate kuch is tarah dil ki manjil par pahuch ke bhi talash hamko hai manjil ki kaha gam ne dil e nadan jara samjha karar aaya huyi taqdeer ki uljhi huyi julfe sanwaar aaya magar dil ne kaha haskar mohabbat nam hai gam ka ye daulat kya mili ke badh gayi betabiya dil ki ye daulat kya mili ke badh gayi betabiya dil ki mohabbat ne badal di halate kuch is tarah dil ki udhar is baat ka shikwa ke milne ko tadapte hai idhar ye gam ke hasne se bhi aansu hi baraste hai ajab tufa hai logo mohabbat naam hai jiska khabardar unko kar dete magar vo hai