SONG: Mohabbat Na Hoti Zamana Na Hota - मोहब्बत ना होती ज़माना ना होता

Mohabbat Na Hoti Zamana Na Hota - मोहब्बत ना होती ज़माना ना होता

LYRICS:
mohabbat na hoti zamana na hota tadapne ka koi bahana na hota bahana na hota mohabbat na hoti zamana na hota tadapne ka koi bahana na hota bahana na hota na hum aahe bharte na wo aahe bharte na hum aahe bharte na wo aahe bharte agar darmiya ye zamana na hota agar darmiya ye zamana na hota mohabbat na hoti zamana na hota tadapne ka koi bahana na hota bahana na hota kaha ae falak ki girata ye bijli kaha ae falak ki girata ye bijli hamara agar aashiyana na hota hamara agar aashiyana na hota mohabbat na hoti zamana na hota tadapne ka koi bahana na hota bahana na hota