SONG: Mohabbat Mein Nigaaho Se Jubaan Ka Kaam Lete Hai - मोहब्बत में निगाहों से, जुबान का काम लेते है

Mohabbat Mein Nigaaho Se Jubaan Ka Kaam Lete Hai - मोहब्बत में निगाहों से, जुबान का काम लेते है

LYRICS:
mohabbat ke liye waise toh tanhaayi jaruri hai tamaasha dekhana ho toh tamaashaayi jaruri hai mohabbat mein nigaaho se, mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai kisi ki baat karate hai, kisi ka naam lete hai mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai sanam ki baat karate hai khuda ka naam lete hai mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai mohabbat mein nigaaho se agar dar ho jamaane ka, sahaara lo bahaane ka agar dar ho jamaane ka, sahaara lo bahaane ka bada dilkash tarika hai yeh haale dil sunaane ka kabhi in chaand taaron se, kabhi phulon bahaaron se kiya karate hai dilwaale kabhi baatein ishaaron se kabhi baatein ishaaron se, kabhi baatein ishaaron se yun hi paigaam dete hai, yun hi paigaam lete hai mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai mohabbat mein nigaaho se dilon ke darmiya aksar koi deewaar hoti hai dilon ke darmiya aksar koi deewaar hoti hai hamesha pyaar ke sar par tangi talwaar hoti hai shamma ki bahon mein udkar pahunch jaate hai parwaane jamaane bhar ke peharo se, nikal jaate hai deewaane nikal jaate hai deewaane, nikal jaate hai deewaane bade chaalaak hote hai bade chaalaak hote hai ki kab iljaam lete hai mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai kisi ki baat karate hai, kisi ka naam lete hai sanam ki baat karate hai khuda ka naam lete hai mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai