SONG: Mohabbat Me Tadpne Se Karar Aata Hai Iss Dil Ko - मोहब्बत मे तड़पने से करार आता है इस दिल को

Mohabbat Me Tadpne Se Karar Aata Hai Iss Dil Ko - मोहब्बत मे तड़पने से करार आता है इस दिल को

LYRICS:
muhabbat me tadpane se karar aata hai iss dil ko jo jalim dil ko tadpaye wahi bhata hai iss dil ko muhabbat me tadpane se karar aata hai iss dil ko muhabbat me kushi ki jindagi me gam agar thoda sa shamil ho kushi ki jindagi me gam agar thoda sa shamil ho toh sach mano ke jine kaa maja aata hai iss dil ko muhabbat me tadpane se karar aata hai iss dil ko muhabbat me bhulana bhi agar chaho toh woh bhula nahi jata bhulana bhi agar chaho toh woh bhula nahi jata koyi toh bat hai aisi jo yad aata hai iss dil ko muhabbat me tadpane se karar aata hai iss dil ko muhabbat me akeli shamma kab jalati hai parwana bhi jalata hai akeli shamma kab jalati hai parwana bhi jalata hai wo kud bhi to tadpata hai jo tadpata hai iss dil ko muhabbat me tadpane se karar aata hai iss dil ko muhabbat me