SONG: Mohabbat Me Hame Ye Aakhri Sadma - मोहब्बत में हमे ये आखिरी सदमा उठाना है

Mohabbat Me Hame Ye Aakhri Sadma - मोहब्बत में हमे ये आखिरी सदमा उठाना है

LYRICS:
mohabbat me hume ye aakhiri sadma uthana hai jise dil yaad karta hai use dil se bhulana hai mohabbat me hume ye aakhiri sadma uthana hai jise dil yaad karta hai use dil se bhulana hai jara ae dekhne waalo jara ae dekhne waalo meri majburiyaa dekho meri majburiyaa dekho kaleje pe chhuri chalti hai lekin muskurana hai jise dil yaad karta hai use dil se bhulana hai mohabbat me hume ye aakhiri sadma uthana hai jise dil yaad karta hai use dil se bhulana hai vo jisse koshisho ke baad bhi najre na bachti thi unhi se aap hi se, unhi se aap hi se ab hume daman bachana hai jise dil yaad karta hai use dil se bhulana hai mohabbat me hume ye aakhiri sadma uthana hai jise dil yaad karta hai use dil se bhulana hai kisi majbur ki aanhe kisi bekas ki fariyaade kisi bekas ki fariyaade yaha koi na samjhega yaha koi na samjhega ye duniya hai jamana hai jise dil yaad karta hai use dil se bhulana hai mohabbat me hume ye aakhiri sadma uthana hai jise dil yaad karta hai use dil se bhulana hai