SONG: Mohabbat Ki Zubaan Chup Hai, Sitaron Tum Bhi Chup Rahana - मोहब्बत की ज़ुबां चुप हैं, सितारों तुम भी चुप रहना

Mohabbat Ki Zubaan Chup Hai, Sitaron Tum Bhi Chup Rahana - मोहब्बत की ज़ुबां चुप हैं, सितारों तुम भी चुप रहना

LYRICS:
mohabbat ki juba chup hai, sitaro tum bhi chup rahna mohabbat ki juba chup hai, sitaro tum bhi chup rahna ummedo ka jahan chup hai, sitaro tum bhi chup rahna mohabbat ki juba chup hai, sitaro tum bhi chup rahna kisi ki bebasi ke raaz ko parde me rahne do kisi ki bebasi ke raaz ko parde me rahne do raaz ko parde me rahne do jami chup, aasma chup hai, sitaro tum bhi chup rahna mohabbat ki juba chup hai, sitaro tum bhi chup rahna meri palko pe aake tham gaye hai pyar ke aansu meri palko pe aake tham gaye hai pyar ke aansu tham gaye hai pyar ke aansu ye gam ka kaarwa chup hai, sitaro tum bhi chup rahna mohabbat ki juba chup hai, sitaro tum bhi chup rahna