SONG: Mohabbat Ki Nahi Jaati - मोहब्बत की नहीं जाती

Mohabbat Ki Nahi Jaati - मोहब्बत की नहीं जाती

LYRICS:
mohabbat ki nahi jati mohabbat ho hi jati hai mohabbat ho hi jati hai mohabbat ki nahi jati mohabbat ho hi jati hai mohabbat ho hi jati hai nigahen char hote hi mohabbat rang lati hai mohabbat ho hi jati hai mohabbat ki nahi jati kabhi arman machlte hai kabhi nazre tadpti hai mohabbat zindagi me ek naya toofan lati hai mohabbat ho hi jati hai mohabbat ki nahi jati patanga si diye ki roshni pe jaan deta hai kisi ka dil dhadkta hai kisi ki jaan jati hai mohabbat ho hi jati hai mohabbat ki nahi jati mohabbat ke marizo ko yahi kehte suna hamne yahi kehte suna hamne mohabbat ki nahi jati mohabbat ho hi jati hai nigahen char hote hi mohabbat rang lati hai mohabbat ho hi jati hai maohabbat ki nahi jati