SONG: Mohabbat Ki Mehfil Jawani Ki Raat - मोहब्बत की महफ़िल जवानी की रात

Mohabbat Ki Mehfil Jawani Ki Raat - मोहब्बत की महफ़िल जवानी की रात

LYRICS:
mohabbat ki mahfil jawani ki rat mubarak ho ye shad mani ki rat mohabbat ki mahfil jawani ki rat mubarak ho ye shad mani ki rat sunte rahe sab sunati rahu mai kabhi khatam na ho kahani ki rat mubarak ho ye shad mani ki rat mohabbat ki mahfil jawani ki rat mubarak ho ye shad mani ki rat sahjadi sahjadi khushi me tujhe sab duaye diye ja rahe hai duaye diye ja rahe hai musannat ke sagar haye sagar piye ja rahe hai sagar piye ja rahe hai nashe me hai ye aag pani ki rat mubarak ho ye shad mani ki rat mohabbat ki mahfil jawani ki rat mubarak ho ye shad mani ki rat nigahe nigahe jhuki hai pukare hamara bhi ab nam koi hamara bhi ab nam koi hame fir mile aaj mile aaj inam koi mile aaj inam koi meharban hai meharbani ki rat mubarak ho ye shad mani ki rat mohabbat ki mahfil jawani ki rat mubarak ho ye shad mani ki rat