SONG: Mohabbat Ki Khana Kabhi Na Mittai - मोहब्बत की खाना कभी ना मिठाई

Mohabbat Ki Khana Kabhi Na Mittai - मोहब्बत की खाना कभी ना मिठाई

LYRICS:
mohabbat ki khana, kabhi na mithai kya samjhe kabhi na khana mohabbat ki khana mohabbat ki khana, kabhi na mithai isi me hai apne isi me hai apne, jigar ki bhalai mohabbat ki barfi, jab majnu ne khai to sari umar usne, ro ro gawai mithai ne uski mithai ne uski, tabahi bulayi mohabbat ki khana mohabbat ki khana, kabhi na mithai mohabbat ke laddu mohabbat ke pede jo khate hai lagte hai unko thapede jo khate hai jo khate hai lagte hai unko thapede ha unko thapede kaha mano mera man ja bhai mitha na khana kaha mano mera, are mere bhai mohabbat ki khana mohabbat ki khana, kabhi na mithai mohabbat ki khana mohabbat ki khana, kabhi na mithai