SONG: Mohabbat Ki Duniya Mein Barbad - गी : मोहब्बत की दुनिया में बरबाद रहना

Mohabbat Ki Duniya Mein Barbad - गी : मोहब्बत की दुनिया में बरबाद रहना

LYRICS:
mohabbat ki duniya mein barbad rehna magar kuch na kahena mohabbat ki duniya mein zamane se dukhodard has has ke sahna magar kuch na kahna mohabbat ki duniya mein mere dil ka sheesha agar tut jaaye aur hatho se daman tera chhut jaaye daman tera chhut jaaye tu khud banke aansu in aankho se bahena tu khud banke aansu in aankho se bahena magar kuch na kahena mohabbat ki duniya mein sunaau kise apne gham ka fasana sunaau kise apne gham ka fasana dhuaa de raha hai mere aashiana mere aashiana tamasha samjkar ke takte hi rahena tamasha samjkar ke takte hi rahena magar kuch na kahena mohabbat ki duniya mein bigada tha maine bhala kyaa kisi ka bigada tha maine bhala kyaa kisi ka jo lutaa gaya yun chamna zindagi ka yun chamna zindagi ka hai duniya mein rahena toh gham yun hi sehna hai duniya mein rahena toh gham yun hi sehna magar kuch na kahna mohabbat ki duniya mein.