SONG: Mohabbat Ki Aankho Se Aaj Pehla Aansu Dhalta Hai - मोहब्बत की आँखों से आज पहला आंसू ढलका है

Mohabbat Ki Aankho Se Aaj Pehla Aansu Dhalta Hai - मोहब्बत की आँखों से आज पहला आंसू ढलका है

LYRICS:
mohabbat ki aankho se aaj pahla aansu dhalka hai jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai mohabbat ki aankho se aaj pahla aansu dhalka hai jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai karo hamko na yu ruswa sanam hum ruth jayenge karo hamko na yu ruswa sanam hum ruth jayenge manaoge kitna bhi tum na hargiz man payenge na hargiz man payenge acha ji wah wah maza hai ab to teri nak par ye gussa halka hai jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai mohabbat ki aankho se aaj pahla aasu dhalka hai jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai bahkna yu nahi acha kahi pee to nahi aaye bahkna yu nahi acha kahi pee to nahi aaye teri aankhe nashili hai bina piye nasha chaye bina piye nasha chaye sama tute to diwana kya apni mehfil ka hai jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai mohabbat ki aankho se aaj pahla aasu dhalka hai jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai ho paymana chalka hai