SONG: Mohabbat Ke Zamane Nigaho Ke Afasane - मोहब्बत के ज़माने निगाहों के फ़साने

Mohabbat Ke Zamane Nigaho Ke Afasane - मोहब्बत के ज़माने निगाहों के फ़साने

LYRICS:
mohabbat ke zamane nigahon ke fasane mohabbat ke zamane nigahon ke fasane na bhule hai na bhulenge na bhulenge mohabbat ke zamane nigahon ke fasane na bhulna hai tera haay andaaz tera tere nagme sunata hai tere nagme sunata hai ye dil ka saaj mera ye dil ka saaj mera sune kya tune mere kabhi dil ke tarane sune kya tune mere kabhi dil ke tarane na bhule hai na bhulenge na bhulenge mohabbat ke zamane nigahon ke fasane wo tera muskurana wo mera dil churana judaai deke mujhko wo judaai deke mujhko wo tera chupke se jana tera chupke se jana abhi hai yaad mujhko wo beete din suhane na bhule hai na bhulenge na bhulenge mohabbat ke zamane nigahon ke fasane mohabbat ke zamane nigahon ke fasane