SONG: Mohabbat Ke Janaaze Par - मोहब्बत के जनाज़े पर

Mohabbat Ke Janaaze Par - मोहब्बत के जनाज़े पर

LYRICS:
mita dege jaha andhera kisi majbur ke nale meri barbadi duniya ka tmasha dekhne wale mohabbat ke janaaze par diya dil ka jlane de mujhe apni mukdar par jara aansu bahane de mohabbat ke janaaze par hua hai julam to malik se kuch friyaad karne de asar itna hai aaho me kisi ko aajmane de mujhe apni mukdar par jara aashu bahane de mohabbat ke janaaze par dila de jis ko mara hai ki teri laaj rah jaye kahi bhir aansuo me hi teri duniya na bah jaye meri aaho se dar kya bekhabar hai aasman wale are o aasman wale are o aasman wale are o aasman wale basa li nayi duniya to wo duniya basane de mohabbat ke janaaze par