SONG: Mohabbat Ka Nagma Hai Dilkash Tarana - मोहब्बत का नगमा है दिलकश तराना

Mohabbat Ka Nagma Hai Dilkash Tarana - मोहब्बत का नगमा है दिलकश तराना

LYRICS:
mohabbat ka nagma hai mohabbat ka nagma hai dilkash tarana, dilkash tarana, dilkash tarana mohabbat ka nagma hai jise gaaye lekin na samjhe jamana na samjhe jamana mohabbat ka nagma hai mohabbat ka khat dil lagana nahi hai mohabbat ka khat dil lagana nahi hai mohabbat do aasu bahana nahi hai mohabbat hai geeto bhara wo fasana jise gaye lekin na samjhe jamana na samjhe jamana mohabbat ka nagma hai gulo se mohabbat to bulbul jataye gulo se mohabbat to bulbul jataye maja jab hai kato ko dil se lagaye bada hi kathin hai mohabbat ka gana jise gaye lekin na samjhe jamana na samjhe jamana mohabbat ka nagma hai mohabbat ko samjha to parwana samjha mohabbat ko samjha to parwana samjha ke jalne ko ye jindagi pana samjha ye nanhi si ja ga gayi wo tarana jise gaye lekin na samjhe jamana na samjhe jamana mohabbat ka nagma hai