SONG: Mohabbat Ka Naghma Jubaa Par Na Aata - मोहब्बत का नगमा जुबा पर ना आता

Mohabbat Ka Naghma Jubaa Par Na Aata - मोहब्बत का नगमा जुबा पर ना आता

LYRICS:
mohabbat ka nagma juba par na aata mohabbat ka nagma juba par na aata agar tum na milte agar tum na milte mukaddar na jane kaha leke jata mukaddar na jane kaha leke jata agar tum na milte agar tum na milte mohabbat ka nagma juba par na aata mera jajba aye dil mere kam aaya mujhse ye khushi hai tumhe maine paya meri jindagi thi ek aawara badal jise tumne jane bahara banaya jise tumne jane bahara banaya ummido ka gulshan na yu muskurata ummido ka gulshan na yu muskurata agar tum na milte agar tum na milte mukaddar na jane kaha leke jata mukaddar na jane kaha leke jata agar tum na milte agar tum na milte mohabbat ka nagma juba par na aata tumhi se ye dil ki khushi maine payi mohabbat bhi mujhko tumhi ne sikhayi jaha jindagi thi mili mujhko rahe tumhari tamanna waha leke aayi tumhari tamanna waha leke aayi mujhe kaun manjil ka rashta dikhata mujhe kaun manjil ka rashta dikhata agar tum na milte agar tum na milte mukaddar na jane kaha leke jata mukaddar na jane kaha leke jata agar tum na milte agar tum na milte mohabbat ka nagma juba par na aata agar tum na milte agar tum na milte mohabbat ka nagma juba par na aata