SONG: Mohabbat Jatane Ko Jee Chahta Hai - मोहब्बत जताने को, जी चाहता हैं

Mohabbat Jatane Ko Jee Chahta Hai - मोहब्बत जताने को, जी चाहता हैं

LYRICS:
mohabbat jatane ko, ji chahta hai ji chahta hai jawani lutane ko, ji chahta hai ji chahta hai jise dekh le tu, bana de sharabi bana de sharabi najar aazmane ko, ji chahta hai ji chahta hai na jane mere dil ko kya ho gaya hai kya ho gaya hai tere naaz uthane ko tere naaz uthane ko ji chahta hai, ji chahta hai mohabbat ka jadu mohabbat ka jadu idhar bhi udhar bhi idhar bhi udhar bhi kayamat uthane ki, ji chahta hai ji chahta hai jawani lutane ko jawani lutane ko, ji chahta hai ji chahta hai mohabbat jatane ko, ji chahta hai ji chahta hai