SONG: Mohabbat Ho Gayi Jinse Shikayat Unse Kya Hogi - मोहब्बत हो गयी जिनसे शिकायत उनसे क्या होगी

Mohabbat Ho Gayi Jinse Shikayat Unse Kya Hogi - मोहब्बत हो गयी जिनसे शिकायत उनसे क्या होगी

LYRICS:
mohabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi mohabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi juba tak bat jo aayi yakinan wo dua hogi mohabbat ho gayi jinse gila kaise karu unse mai unki bewafai ka gila kaise karu unse mai unki bewafai ka kiya karte hai jo dawa mohabbat me khudai ka agar wo mujhse ruthe hai to meri hi khata hogi juba tak bat jo aayi yakinan wo dua hogi mohabbat ho gayi jinse mohabbat me jise aye dil sajaye maut mil jaye mohabbat me jise aye dil sajaye maut mil jaye wo marke bhi jamane me kabhi marne nahi paye kaha aisi adalat hai kaha aisi sada hogi mohabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi juba tak bat jo aayi yakinan wo dua hogi mohabbat ho gayi jinse