SONG: Mohabbat Ho Gayee Hai Mere Meharaban Ko - मोहब्बत हो गई है मेरे मेहरबाँ को

Mohabbat Ho Gayee Hai Mere Meharaban Ko - मोहब्बत हो गई है मेरे मेहरबाँ को

LYRICS:
mohabbat ho gayi hai mohabbat ho gayi hai, mere meharaban ko kisi na-meharaban se mohabbat ho gayi hai, mere meharaban ko kisi na-meharaban se mohabbat ho gayi hai aaj alam hai, yu bekhudi ka jaise ho jaye, koyi kisi ka aaj alam hai, yu bekhudi ka janevafa chun ke laye ho, phul kis gulistan se mohabbat ho gayi hai, mere meharaban ko kisi na-meharaban se mohabbat ho gayi hai aaj naajare bhi hain, bahaki bahaki aaj sanseibhi hain, mahaki mahaki aaj naajare bhi hain, bahaki bahaki janevafa chun ke laye ho, phul kis gulistan se mohabbat ho gayi hai, mere meharaban ko kisi na-meharaban se mohabbat ho gayi hai kal toh aisi na, thi bekarari aaj kyon dil pe ulaajhan hai kal toh aisi na, thi bekarari jane kya kahiye kahiye, hay allah kuchh toh juban se mohabbat ho gayi hai, mere meharaban ko kisi na-meharaban se