SONG: Mohabbat Hai Kya Cheej Kuchh Toh Kaho - मोहब्बत है क्या चीज कुछ तो कहों

Mohabbat Hai Kya Cheej Kuchh Toh Kaho - मोहब्बत है क्या चीज कुछ तो कहों

LYRICS:
ho mohabbat hai kya cheej kuchh to kaho kaho bolo na ho mohabbat hai kya cheej kuchh to kaho ho mohabbat karo aur khud jaan lo mohabbat to karata hai sara jamana mohabbat hai kya ye nahi koyi jana laga rog hamko ye sadiyon purana main teri deewani tu mera deewana mohabbat to karta hai sara jamana mohabbat hai kya yeh nahi koi jaana mohabbat hai kya phir yeh hai ek paheli samajh lo ke ye hai khushi ki saheli mohabbat hai kya phir yeh hai ek paheli samajh lo ke ye hai khushi ki saheli magara isaka gum se bhi hai dostana mohabbat hai kya yeh nahi koi jana laga rog hamko yeh sadiyon purana main teri deewani tu mera deewana isahre nigahon se karake na dekho mujhe itani pyari najar se na dekho isahre nigahon se karake na dekho mujhe itani pyari najar se na dekho najar ek bijali dil aashiyana muhabbat hai kya yeh nahi koi jana laga rog hamko ye sadiyon purana main teri deewani tu mera deewana kahan ja rahe the kahan aa gaye hum jahan par tha aana wahan aa gaye hum kahan ja rahe the kahan aa gaye hum jahan par tha aana wahan aa gaye hum bada khubsurat bana yeh bahana main teri deewani tu mera deewana mohabbat to karta hai saara jamana mohabbat hai kya ye nahi koyi jana laga rog hamako ye sadiyon purana main teri deewani tu mera deewana