SONG: Mohabbat Ek Wada Hai, Ye Wada Tod Mat Jaana - मोहब्बत एक वादा है ये वादा तोड़ मत जाना

Mohabbat Ek Wada Hai, Ye Wada Tod Mat Jaana - मोहब्बत एक वादा है ये वादा तोड़ मत जाना

LYRICS:
likha hai aasmano par mohabbat ka ye afsana mahal se sair gulshan ko chali shahjadi ruksana chaman me jaha the hazaro gulab wahi ek shikari bhi tha ae janab kiya usne masum dil ka shikar unhe ho gaya aanhko aanhko me pyar mohabbat ek wada hai ye wada tod mat jana mohabbat ek wada hai ye wada tod mat jana bane ho humsafar to raaste me chhod mat jana mohabbat ek wada hai ye wada tod mat jana mohabbat ek wada hai ye wada tod mat jana mohabbat ek wada hai, ruksana ruksana tere hoth ka aashiq tere nam ka diwana mere dil me hai tu, meri aanhko me tu shama banke mai jalti hu khuda hafiz mai chalti hu mera dil sath le jana yahi kal rat fir aana mohabbat ke do phul khilne lage zamane se chhupke wo milne lage magar ek shab hua kya sabab wo jane jigar na aayi najar sanam bekarar kiya intzar bahut der bad hua ishq shaad wo aayi pari magar ae nasib na wo aan thi na wo shan thi na shahi libaz na andaz-e-khaas ruksana kya hua ye kya hal bana rakha hai yahi hai rasm-e-duniya mai bagawat kar nahi sakti kisi shahri se shahjadi mohabbat kar nahi sakti mera anjam kya hoga jo manjure khuda hoga juda ho jayenge hum kya, kabhi ye ho nahi sakta zamane ke sabhi dastur ab mai tod aayi hu wo takhto taaj wo daulat sabhi hi kuch chhod aayi hu mohabbat ek wada hai ye wada tod mat jana mohabbat ek wada hai ye wada tod mat jana bane ho humsafar to raste me chhod mat jana mohabbat ek wada hai mubarak ho ye aazadi peeyo ye jam shahjadi nirala jaha ka ye andaz tha shikari bada hi dagabaz tha peela kar koi nind wali sharab use chhodkar chal diya wo janab dawa ka asar jab jara kam hua khuli aankh uski bahut gham hua khuda jane wo kho gaya tha kaha jaha wo gaya tha wo pahuchi waha pada mast tha wo na tha hosh me kisi gair ladki ki aagosh me haqiqat hai kya jab pata chal gaya khuda ki kasam tan badan jal gaya utarne laga uski aankho me khun ke bas taan li usne banduk yu