SONG: Mohabbat Dil Ke Bas Itne Se Afsaane - मोहब्बत दिल के बस इतने से अफ़साने

Mohabbat Dil Ke Bas Itne Se Afsaane - मोहब्बत दिल के बस इतने से अफ़साने

LYRICS:
mohabbat dil ke bas itne se afsane ko kahte hai mohabbat dil ke bas itne se afsane ko kahte hai kisi ki ek ada par dil ke aa jane ko aa jane ko kahte hai mohabbat dil ke bas itne se afsane ko kahte hai aa mila kar aankh aankhe fer lena or tadpana kisi ke dil ki bechaini ko duniya ne nahi jana mohabbat husn wale dil ke tadpane ko kahte hai kisi ki ek ada par dil ke aa jane ko aa jane ko kahte hai mohabbat dil ke bas itne se afsane ko kahte hai nibhaye umar bhar bana bala se jag hasai ho tadap kar jaan de de agar nasibo me judai ho mohabbat sath jine sath mar jane ko kahte hai kisi ki ek ada par dil ke aa jane ko aa jane ko kahte hai mohabbat dil ke bas itne se afsane ko kahte hai kisi ki ek ada par dil ke aa jane ko kahte hai