SONG: Mitwa (Shafqat Amanat Ali) - मितवा

Mitwa (Shafqat Amanat Ali) - मितवा

LYRICS:
mere man ye bata de tu kis aur chala hai tu kya paya nahi tune kya dhundh raha hai tu jo hai ankahi jo hai ansuni wo baat kya hai bata mitwa kahe dhadkane tujhse kya mitwa ye khud se to na tu chhupa jivan dagar mein prem nagar mein aaya najar mein jab koi hai tu sochata hai tu puchhata hai jiski kami thi kya ye wahi hai ha ye wahi hai ha ye wahi hai tu ek pyasa aur ye nadi hai kahe nahi isko tu khulke bataye jo hai ankahi teri nigahe pa gayi rahe par tu ye soche jaau na jaau ye jindagi jo hai nachati to kyu bediyo mein hai tere panv preet ki dhun par nach le pagal udta agar hai udne de aanchal kahe koi apne ko aise tarsaye jo hai ankahi