Mitwa Lagee Re Yeh Kaisee Anbujh Aag - मितवा लागी रे ये, कैसी अनबुझ आग
LYRICS:
mitwa laagi re yeh kaisi anbujh aag
mitwa mitwa mitwa nahi aaye
laagi re yeh kaisi
vyakul jiyara, vyakul naina
vyakul jiyara, vyakul naina
ek ek chup me sau sau baina
rah gaye aansu, lut gaye rag
mitwa mitwa mitwa