SONG: Mitti Se Khelte Ho Baar Baar Kis Liye - मिट्टी से खेलते हो बार बार किस लिये

Mitti Se Khelte Ho Baar Baar Kis Liye - मिट्टी से खेलते हो बार बार किस लिये

LYRICS:
mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye tute huye khilono se pyar kis liye tute huye khilono se pyar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye banake zidganiya bigaadne se kya mila meri ummid ka jaha, meri ummid ka jaha ujaadne se kya mila aayi thi do dino ki ye bahaar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye zara si dhul ko hazaar rup naam de diye zara si jaan sar pe saat aasamaan de diye barbaad zindagi ka ye sigaar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye zamin gair ho gayi ye aasaama badal gaya hawa ke rukh badal gaye, hawa ke rukh badal gaye har ek phul jal gaya bajte hai ab ye saanso ke taar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye