SONG: Mithi Mithi Yad Teri (Part- I) - मीठी मीठी याद तेरी

Mithi Mithi Yad Teri (Part- I) - मीठी मीठी याद तेरी

LYRICS:
mithi mithi yaad teri dil tadpa gayi mithi mithi yaad teri dil tadpa gayi kali kali raat mere sapno pe cha gayi dil tadpa gayi mithi mithi yaad teri dil tadpa gayi pyar banane wale kaisa ye pyar hai dard hi dard hai kaato ka haar hai kaato ka haar hai unki judai mohe pagal bana gayi dil tadpa gayi mithi mithi yaad teri dil tadpa gayi jeevan se lambi ho gayi virah ki raat re aankho me meri dekho gum ki barsaat re gum ki barsaat re yaad jo aayi unki dil ko jala gayi jiya tadpa gayi