SONG: Mithi Mithi Nind Me Soyi Thi (Jaga Gaya Koi Deke Pyar Ki Nishani) - मीठी मीठी नींद में सोयी थी जवानी

Mithi Mithi Nind Me Soyi Thi (Jaga Gaya Koi Deke Pyar Ki Nishani) - मीठी मीठी नींद में सोयी थी जवानी

LYRICS:
mithi mithi nind mein soyi thi jawani mithi mithi nind mein soyi thi jawani jaga gaya koi de ke pyar ki nishani jaga gaya koi de ke pyar ki nishani pahli mulakat mein haye main to darr gayi pahli mulakat mein haye main to darr gayi kaap uthe tan man bijali si bhar gayi kaap uthe tan man bijali si bhar gayi aayi jo hosh mein to maine ye jana ki pyar ke hathon mein de di jindgani jaga gaya ho jaga gaya koi de ke pyar ki nishani dhokha kha gayi nain milake pata chala baad mein ho pata chala baad mein rahne lagi rahne lagi bechain main din rain kisi ki yaad mein dhokha ye kya hua to dil mujhse bola tu ho gayi kisi ki ye to reet hai purani jaga gaya ho jaga gaya koi de ke pyar ki nishani dekhte hi usko maine yun apna maan liya dekhte hi usko maine yun apna maan liya dekh jise bichhade hue sathi ko pahchan liya preet hai jaruri to janam janam ki nahi to kya aise hi main ho gayi diwani jaga gaya ho jaga gaya koi de ke pyar ki nishani