SONG: Mit Nahi Sakta Kabhi Likha Hua Taqdir Ka - मिट नहीं सकता कभी लिखा हुआ तकदीर का

Mit Nahi Sakta Kabhi Likha Hua Taqdir Ka - मिट नहीं सकता कभी लिखा हुआ तकदीर का

LYRICS:
mit nahi sakta kabhi likha hua takdir ka mit nahi sakta kabhi likha hua takdir ka bas nahi chalta yaha insan ki tadbir ka mit nahi sakta kabhi likha hua takdir ka kon hai jis par kabhi kali ghat chai nahi kon hai jis par kabhi kali ghat chai nahi ram or ghanshyam par bhi kya vipat aayi nahi ram or ghanshyam par bhi kya vipat aayi nahi yad hai ban ban bhatakna janki raghuvir ka mit nahi sakta kabhi likha hua takdir ka sukh kabhi or dukh kabhi sukh kabhi or dukh kabhi sansar ki ye reet hai sansar ki ye reet hai aaj jiski har hai to kal usi ki jeet hai dhup chaw ki rang hai sansar ki tasvir ka mit nahi sakta kabhi likha hua takdir ka bas nahi chalta yaha insan ki tadbir ka mit nahi sakta kabhi likha hua takdir ka