SONG: Milte Hi Nazar Aap Mere Dil Mein Aa Gaye - मिलते ही नज़र आप मेरे दिल में आ गये

Milte Hi Nazar Aap Mere Dil Mein Aa Gaye - मिलते ही नज़र आप मेरे दिल में आ गये

LYRICS:
milte hi nazar, milte hi nazar aap mere dil me aa gaye afsos hai, afsos hai ki aap bhi muskil me aa gaye milte hi nazar haye, milte hi nazar oye milte hi nazar, milte hi nazar aap mere dil me aa gaye milte hi nazar aap mere dil me aa gaye oo ho, dil ke kahne pe badte gaye ye kadam kya khabar thi dagar bhul jayege hum dil ke kahne pe badte gaye ye kadam kya khabar thi dagar bhul jayege hum bhul jayege hum jate the kahi jate the kahi aur kahi aur aa gaye milte hi nazar haye, milte hi nazar oye milte hi nazar, milte hi nazar aap mere dil me aa gaye ho oo nain jadu bhare muskarate gaye muskarate gaye, dil churate gaye ho oo nain jadu bhare muskarate gaye muskarate gaye, dil churate gaye shikawa jo kiya, shikawa jo kiya hans ke hansi me uda gaye milte hi nazar haye, milte hi nazar oye milte hi nazar, milte hi nazar aap mere dil me aa gaye oo ho, jaise aaye the hum to chale jayege dil bhi rakh lijiye oo ho, jaise aaye the hum to chale jayege dil bhi rakh lijiye, dil bhi de jayege dil bhi de jayege, ye gam hi sahi ye gam hi sahi, aap se hum kuch to pa gaye milte hi nazar haye, milte hi nazar hoye milte hi nazar, milte hi nazar aap mere dil me aa gaye afsos hai, afsos hai ki aap bhi muskil me aa gaye oo mere dil me aa gaye oo mere dil me aa gaye oo mere, oo mere oo mere dil me aa gaye