SONG: Milne Ki Rut Aayi Sakhi Ri Khilne Ki Rut Aayi - मिलने की रुत आयी सखी री खिलने की रुत आई

Milne Ki Rut Aayi Sakhi Ri Khilne Ki Rut Aayi - मिलने की रुत आयी सखी री खिलने की रुत आई

LYRICS:
milne ki rut aayi sakhi ri milne ki rut aayi sakhi ri khilne ki rut aayi aao aao basant manao jara aao aao basant manao phul rani phul rani aao khil jao jara muskao jara ithlao jara itrao jara ithlao jara itrao jara aao aao basant manao jara aao aao basant manao apne rasiya ko kaise bulati ho tum apne rasiya ko kaise bulati ho tum ruth jaye to ruth jaye to kaise rijhati ho tum ruth jaye to kaise rijhati ho tum na kahungi na kahungi kisi se batao jara na kahungi kisi se batao jara aao aao basant manao jara aao aao basant manao ye pawan kya sandesha sunane laga ye pawan kya sandesha sunane laga kyu poonam ka chanda lajaane laga kyu poonam ka chanda lajaane laga batiya ye batiya hai kya samjhao jara ye batiya hai kya samjhao jara aao aao basant manao jara aao aao basant manao ku ku kare koyaliya kali ku ku kare koyaliya kali geet gati hai ya de rahi hai gali geet gati hai ya de rahi hai gali jao chupke se ye puch aao jara aao aao basant manao jara aao aao basant manao ye lata apne pritam se milne lagi ye lata apne pritam se milne lagi lo jhuk jhuk ke jane kya kahne lagi lo jhuk jhuk ke jane kya kahne lagi ab tum hi pritam ko bulao jara ab tum hi pritam ko bulao jara aao aao basant manao jara aao aao basant manao