Miliyo Re - मिलियो रे
LYRICS:
kisi aise desh paraaye jahaan mitthi nindiya aaye
hmm kisi aisi desh paraaye jahaan mitthi nindiya aaye
miliyo re more baalam miliyo re
ho saanso kana bandish na hansne-rone ka ranjish
paane-khone ka kartab na baato ke peeche matlab
ho saanso kana bandish na hansne-rone ka ranjish
paane-khone ka kartab na baato ke peeche matlab
kisi aisi desh paraaye milayo re milayo re
unche dare lambi raahein sune saaye bhi na sataaye
jahaan raatein tham si jaayein
manzil khud hi daudi chali aaye milayo re more baalam
milayo re milayo re