SONG: Mili Mujhe Asha Ki Naiyya - मिली मुझे आशा की नैया

Mili Mujhe Asha Ki Naiyya - मिली मुझे आशा की नैया

LYRICS:
mili mujhe aasha ki naiya mili mujhe aasha ki naiya manwa mera dol raha ho manwa mera dol raha mitha mitha bol raha main paar hui tufano se mari haar jeet se badal gayi bachte bachte chattano se main beech bhanwar se nikal gayi mere naino me chhaye ujiyare mere man me samaye sukh sare mile mile taro ki chhaiya mile mile taro ki chhaiya manwa mera dol raha ho manwa mera dol raha mitha mitha bol raha chupke chupke chhupke chhupke ummid ki duniya badal gayi main jaan gayi, pahchan gayi meri kismat ab to sambhal gayi ho gaye dur ab andhiyare main laau gagno ke tare bana mera tufaan khivaiya bana mera tufaan khivaiya manwa mera dol raha ho manwa mera dol raha mitha mitha bol raha