SONG: Mili Khaak Me Muhabbat, Jala Dil Ka Aashiyana - मिली ख़ाक में मुहब्बत, जला दिल का आशियाना

Mili Khaak Me Muhabbat, Jala Dil Ka Aashiyana - मिली ख़ाक में मुहब्बत, जला दिल का आशियाना

LYRICS:
mili khaak me mohabbat jala dil ka aashiyana mili khaak me mohabbat jala dil ka aashiyana jo thi aaj tak hakikat wahi ban gayi fasana mili khaak me mohabbat jala dil ka aashiyana ye bahaar kaisi aayi jo fiza bhi saath layi ye bahaar kaisi aayi jo fiza bhi saath layi main kaha rahu chaman me mera lut gaya thikana mili khaak me mohabbat jala dil ka aashiyana mujhe raasta dikhakar mere kaarava ko luta mujhe raasta dikhakar mere kaarava ko luta idhar aa gale laga lu tujhe gardish-e-zamana mili khaak me mohabbat jala dil ka aashiyana jo thi aaj tak hakikat wahi ban gayi fasana mili khaak me mohabbat