SONG: Mili Havaaon Men Udane Ki Vo Sazaa Yaaro - मिली हवाओं में उड़ने की वो सज़ा यारों

Mili Havaaon Men Udane Ki Vo Sazaa Yaaro - मिली हवाओं में उड़ने की वो सज़ा यारों

LYRICS:
mili hawao me udne ki wo saza yaaro mili hawao me udne ki wo saza yaaro ke main zamin ke rishto se kat gaya yaaro mili hawao me udne ki wo saza yaaro wo bekhayal musafir main raasta yaaro wo bekhayal musafir main raasta yaaro kahan tha bas me mere usko rokna yaaro kahan tha bas me mere usko rokna yaaro kahan tha bas me mere usko rokna yaaro mere kalam pe zamane ki gard aisi thi mere kalam pe zamane ki gard aisi thi ke apne bare main na kuch bhi likh saka yaaro ke apne bare main na kuch bhi likh saka yaaro ke main zamin ke rishto se kat gaya yaaro mili hawao me udne ki wo saza yaaro tamaam shehar hi jiski talash me gum tha tamaam shehar hi jiski talash me gum tha main uske ghar ka pata kis se puchhta yaaro main uske ghar ka pata kis se puchhta yaaro ke main zamin ke rishto se kat gaya yaaro mili hawao me udne ki wo saza yaaro