SONG: Mile Khak Me Naujawan, Kaise Kaise Jami Kha Gayi Asman - मिले खाक में नौजवान, कैसे कैसे जमीं खा गई आसमान

Mile Khak Me Naujawan, Kaise Kaise Jami Kha Gayi Asman - मिले खाक में नौजवान, कैसे कैसे जमीं खा गई आसमान

LYRICS:
mile khak me naujawan kaise kaise jami kha gayi aasman kaise kaise aye maut bura ho tera tune ghar na koi bhi chhod a kisi aankh ka moti chhina kisi dal se phul hai toda aye maut bura ho tera man kya kya aas lagaye sapno ke mahal banaye man kya kya aas lagaye sapno ke mahal banaye par teri ek thokar se sab mati me mil jaye dikhte hai waha virane muh tune jidhar bhi moda aye maut bura ho tera kahi deti bahna duhayi tune chhina hai kyu mera bhai kahi deti bahna duhayi tune chhina hai kyu mera bhai mai bandh to leti rakhi tujhe itni daya bhi na aayi kya hota jo tu deti jiwan or bhi thoda aye maut bura ho tera tune ghar na koi bhi chhod a kisi aankh ka moti chhina kisi dal se phul hai toda aye maut bura ho tera