SONG: Mile Hai Aap Jab Se - मिले हैं आप जब से

Mile Hai Aap Jab Se - मिले हैं आप जब से

LYRICS:
mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hain mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hain bahare hi bahare hain jawani hi jawani hain mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hain badi rangeen rut hain bada pyara sama hain badi rangeen rut hain bada pyara sama hain jami lahlaha rahi hain nashe me aasmaa hain nigahein kya jawan hain sari duniya pe jawani hain mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hain meri kismat jaga de mujhe apna bana ke meri kismat jaga de mujhe apna bana ke meri duniya badal de meri duniya me aake ye mujh par aapki ek khubsurat meharbani hain mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hain