SONG: Mile Dildaar Ko Dildar Badi Mushkil Se - मिलें दिलदार को दिलदार बड़ी मुश्किल से

Mile Dildaar Ko Dildar Badi Mushkil Se - मिलें दिलदार को दिलदार बड़ी मुश्किल से

LYRICS:
mile dildar wayi mile dildar ko dildar badi mushkil se ji badi mushkil se ha ji badi mushkil se khila karta hai ye gulzaar badi mushkil se ji badi mushkil se ha ji badi mushkil se mile dildar char din ki ye jawani, char din ki ye jawani char din ki ye jawani hai mohabbat kar le ho mohabbat kar le ho mohabbat kar le jo hai jeene ki tamanna to kisi par mar le ho mohabbat kar le ho mohabbat kar le ye bahar aati hai ye bahar aati hai sarkar badi mushkil se ji badi mushkil se ha ji badi mushkil se mile dildar wayi mile dildar ko dildar badi mushkil se ji badi mushkil se ha ji badi mushkil se mile dildar dekho ji pyar ki barsat dekho ji pyar ki barsat dekho ji pyar ki barsat na phir aayegi o na phir aayegi o na phir aayegi madbhari aankho me ye baat na phir aayegi madbhari aankho me ye baat na phir aayegi o na phir aayegi o na phir aayegi aankh se jhankta hai aankh se jhankta hai pyar badi mushkil se ji badi mushkil se ha ji badi mushkil se mile dildar wayi mile dildar ko dildar badi mushkil se ji badi mushkil se ha ji badi mushkil se mile dildar wayi