SONG: Milati Hai Zindagi Men Mohabbat Kabhi Kabhi - मिलती है जिन्दगी में मोहब्बत कभी-कभी

Milati Hai Zindagi Men Mohabbat Kabhi Kabhi - मिलती है जिन्दगी में मोहब्बत कभी-कभी

LYRICS:
milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi hoti hai dilbaro ki inaayat kabhi-kabhi hoti hai dilbaro ki inaayat kabhi-kabhi sharma ke munh na pher, nazar ke sawaal par sharma ke munh na pher, nazar ke sawaal par laati hai aise mod pe, kismat kabhi-kabhi laati hai aise mod pe, kismat kabhi-kabhi milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi khulte nahi hai roz dariche bahar ke khulte nahi hai roz dariche bahar ke aati hai jaaneman ye qayamat kabhi-kabhi aati hai jaaneman ye qayamat kabhi-kabhi milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi tanha na kat sakege javani ke raste tanha na kat sakege javani ke raste pesh aayegi kisi ki zarurat kabhi-kabhi pesh aayegi kisi ki zarurat kabhi-kabhi milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi phir kho na jaaye ham kahi duniya ki bhid me phir kho na jaaye ham kahi duniya ki bhid me milti hai paas aane ki mohalat kabhi-kabhi milti hai paas aane ki mohalat kabhi-kabhi hoti hai dilbaro ki inaayat kabhi-kabhi milati hai zidagi me mohabbat kabhi-kabhi milati hai zidagi me mohabbat kabhi-kabhi