SONG: Milate Hee Unape Dil Aa Gaya - मिलते ही उनपे दिल आ गया

Milate Hee Unape Dil Aa Gaya - मिलते ही उनपे दिल आ गया

LYRICS:
milte hi unpe dil aa gaya tire nazar se ghayal hua milte hi unpe dil aa gaya tire nazar se ghayal hua main diwana main diwana diwana diwana hua milte hi unpe dil aa gaya tire nazar se ghayal hua unka chand aisa mukhada kya kehna unke mathe ki bindiya kya kehna unka chand asa mukhada kya kehna unke mathe ki bindiya kya kehna unki katil adaye kya kehna unki mast nigahe kya kehna jab wo aa gaye to nur aa gaya na jaane ye mujhko kya ho gaya main diwana main diwana diwana diwana hua milte hi unpe dil aa gaya tire nazar se ghayal huaz unki chal wo sau sau balkhaye unki julfo se badal sharmaye wo hontho pe aise muskuraye wo tarsaye dil ko tadpaye wo jhonka hawa ka mastana unki aankhe chhalakta paimana main diwana main diwana diwana diwana huaa milte hi unpe dil aa gaya tire nazar se ghayal hua main diwana main diwana diwana diwana hua