SONG: Milaa Le Haath Le Ban Gai Baat - मिला ले हाथ ले बन गई बात

Milaa Le Haath Le Ban Gai Baat - मिला ले हाथ ले बन गई बात

LYRICS:
mila le hath le ban gayi baat ji ab to rasta saaf hai mila phir hath ye kah de sath ki ab to sab kuch maaf hai mila le hath le ban gayi baat ji ab to rasta saaf hai mila phir hath ye kah de sath ki ab to sab kuch maaf hai hasino ko khabar hi nahi ki un ka chhupna mushkil hai jo daman pher chalte rahe to hum se kisi ka kyu dil hai yaha sab chor hai dil ke ye sab ke sab hi shamil hai yaha sab chor hai dil ke ye sab ke sab hi shamil hai tu chup rahna, na kuch kahna to bas phir rasta saaf hai mila phir hath ye kah de sath ki ab to sab kuch maaf hai mila le hath le ban gayi baat ji ab to rasta saaf hai mila phir hath ye kah de sath ki ab to sab kuch maaf hai tujhe kya tujh ko apna dil kahin na kahin ganwana hai magar ye bhul mat ki hume bhi apna dil bahlana hai irada chhodiye ji aap ka wahi aana jana hai irada chhodiye ji aap ka wahi aana jana hai rahenge chup, na kahenge kuch ab kah de sab kuch maaf hai mila phir hath ye kah diya sath ki ab to sab kuch maaf hai mila le hath le ban gayi baat ji ab to rasta saaf hai hu hu aah aah l l la