SONG: Mila Ke Nazre Tum Nazar Me Samana - मिला के नजर तुम नजर में समाना

Mila Ke Nazre Tum Nazar Me Samana - मिला के नजर तुम नजर में समाना

LYRICS:
mila ke nazar tum nazar me samana mila ke nazar tum nazar me samana mere dil ke andar ghar apna banana mere dil ke andar ghar apna banana mila ke nazar tum nazar me samana mila ke nazar tum nazar me samana kasam hai jawani ki tu dil ki rani tu dil ki rani tu dil ki rani kisi se na kahna tum apni kahani kisi se na kahna tum apni kahani mohabbat jo ki hai mohabbat nibhana mohabbat jo ki hai mohabbat nibhana mila ke nazar tum nazar me samana mila ke nazar tum nazar me samana yu chup chup ke dekhne na aaya karo tum na aaya karo na sapne me aakar sataya karo tum na sapne me aakar sataya karo tum koi dekh lega bura hai zamana koi dekh lega bura hai zamana mila ke ha ha ha milake nazar tum nazar me samana milake nazar tum nazar me samana